Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain, Urdu Ghazal By Mansoor Khushtar

Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Khushtar. Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں سے اب گزرنا چاہتے ہیں

منصور خوشتر

جہاں سے اب گزرنا چاہتے ہیں

کہ ہم جنت میں رہنا چاہتے ہیں

توجہ آپ فرمائیں اگر تو

کچھ ہم بھی عرض کرنا چاہتے ہیں

ذرا تیغ نگہ کو تیز کیجے

کہ ہم بھی کچھ تڑپنا چاہتے ہیں

چھپا رکھی جو ہے وہ جام دے دے

وہی پی کر بہکنا چاہتے ہیں

مزہ عاشق کو اس میں بھی ہے ملتا

جفائیں تیری سہنا چاہتے ہیں

ہوئے ہیں تنگ اس دنیا سے ایسے

بلا تاخیر مرنا چاہتے ہیں

ورق خوشترؔ کتاب زندگی کا

کوئی تازہ الٹنا چاہتے ہیں

منصور خوشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain

Mansoor Khushtar

jahan se ab guzarna chahte hain
ki hum jannat mein rahna chahte hain

tawajjoh aap farmaen agar to
kuchh hum bhi arz karna chahte hain

zara tegh-e-nigah ko tez kije
ki hum bhi kuchh taDapna chahte hain

chhupa rakkhi jo hai wo jam de de
wahi pi kar bahakna chahte hain

maza aashiq ko is mein bhi hai milta
jafaen teri sahna chahte hain

hue hain tang is duniya se aise
bila-taKHir marna chahte hain

waraq 'KHushtar' kitab-e-zindagi ka
koi taza ulaTna chahte hain

(540) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain written by Mansoor Khushtar at UrduPoint. Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain is one of the masterpieces written by Mansoor Khushtar. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Khushtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Khushtar' above.

Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.