Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya, Urdu Ghazal By Mansoor Khushtar

Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Khushtar. Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھا جو اک کافر مسلماں ہو گیا

منصور خوشتر

تھا جو اک کافر مسلماں ہو گیا

پل میں ویرانہ گلستاں ہو گیا

چھپ کے پی تھی کل جہاں پہ شیخ نے

اس جگہ قائم خمستاں ہو گیا

چارہ گر کی اب نہیں حاجت مجھے

درد ہی خود بڑھ کے درماں ہو گیا

مجھ پہ کوئی ہو گیا ہے مہرباں

قتل کا اب اپنے ساماں ہو گیا

ہے تغافل ہی کا تیرے فیض کچھ

رفتہ رفتہ میں غزل خواں ہو گیا

مجھ کو اس محفل میں جانا ہی نہ تھا

دل فدائے روئے خوباں ہو گیا

بے وفا سے عشق کا انجام ہے

یہ جو خوشترؔ خون ارماں ہو گیا

منصور خوشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya

Mansoor Khushtar

tha jo ek kafir musalman ho gaya
pal mein virana gulistan ho gaya

chhup ke pi thi kal jahan pe shaiKH ne
us jagah qaem KHumistan ho gaya

chaara-gar ki ab nahin hajat mujhe
dard hi KHud baDh ke darman ho gaya

mujh pe koi ho gaya hai mehrban
qatl ka ab apne saman ho gaya

hai taghaful hi ka tere faiz kuchh
rafta rafta main ghazal-KHwan ho gaya

mujh ko is mahfil mein jaana hi na tha
dil fida-e-ru-e-KHuban ho gaya

bewafa se ishq ka anjam hai
ye jo 'KHushtar' KHun-e-arman ho gaya

(662) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya written by Mansoor Khushtar at UrduPoint. Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya is one of the masterpieces written by Mansoor Khushtar. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Khushtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Khushtar' above.

Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tha Jo Ek Kafir Musalman Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.