Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log, Urdu Ghazal By Manzar Saleem

Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Saleem. Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا ہیں پھر بھی ملتے نہیں مجھ سے یار لوگ

منظر سلیم

دریا ہیں پھر بھی ملتے نہیں مجھ سے یار لوگ

جرأت کہاں کہ صحرا سے ہوں ہم کنار لوگ

جادو فضا کا تھا کہ ہوا میں ملا تھا زہر

پتھر ہوئے جہاں تھے وہیں بے شمار لوگ

اب سایہ و ثمر کی توقع کہاں رکے

سوکھے ہوئے شجر ہیں سر رہ گزار لوگ

دہشت کھلی فضا کی قیامت سے کم نہ تھی

گرتے ہوئے مکانوں میں آ بیٹھے یار لوگ

اک دوسرے کا حال نہیں پوچھتا کوئی

اک دوسرے کی موت پہ ہیں شرمسار لوگ

سورج چڑھا تو پگھلی بہت چوٹیوں کی برف

آندھی چلی تو اکھڑے بہت سایہ دار لوگ

منظر سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log

Manzar Saleem

dariya hain phir bhi milte nahin mujh se yar log
jurat kahan ki sahra se hon ham-kanar log

jadu faza ka tha ki hawa mein mila tha zahr
patthar hue jahan the wahin be-shumar log

ab saya o samar ki tawaqqo kahan ruke
sukhe hue shajar hain sar-e-rahguzar log

dahshat khuli faza ki qayamat se kam na thi
girte hue makanon mein aa baiThe yar log

ek dusre ka haal nahin puchhta koi
ek dusre ki maut pe hain sharmsar log

suraj chaDha to pighli bahut choTiyon ki barf
aandhi chali to ukhDe bahut saya-dar log

(855) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log written by Manzar Saleem at UrduPoint. Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log is one of the masterpieces written by Manzar Saleem. You can also find the complete poetry collection of Manzar Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Saleem' above.

Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Hain Phir Bhi Milte Nahin Mujhse Yar Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.