Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye, Urdu Ghazal By Maratib Akhtar

Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maratib Akhtar. Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں وہ دریا ہوں چڑھا ہو جو اترنے کے لئے

مراتب اختر

میں وہ دریا ہوں چڑھا ہو جو اترنے کے لئے

جی رہا ہوں میں یہاں ہم زاد مرنے کے لئے

چائے خانے کی نشستوں پر جریدوں کے ورق

پیڑ سے پتے جھڑے اڑنے بکھرنے کے لئے

ایک میں مد مقابل وسعت آفاق میں

اور ساری طاقتیں گمراہ کرنے کے لئے

حافظہ ویران ہونے کے لئے آباد تھا

نام کچھ ہونٹوں پہ آئے تھے بسرنے کے لئے

کارخانوں کو چلے انبوہ در انبوہ لوگ

جانور نکلے چراگاہوں میں چرنے کے لئے

روشنی میں خوف کا احساس تک ہوتا نہیں

کر دیا ہے آف ٹیبل لیمپ ڈرنے کے لئے

مراتب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye

Maratib Akhtar

main wo dariya hun chaDha ho jo utarne ke liye
ji raha hun main yahan ham-zad marne ke liye

chae-KHane ki nashiston par jaridon ke waraq
peD se patte jhaDe uDne bikharne ke liye

ek main madd-e-muqabil wusat-e-afaq mein
aur sari taqaten gumrah karne ke liye

hafiza viran hone ke liye aabaad tha
nam kuchh honTon pe aae the bisarne ke liye

kar-KHanon ko chale amboh-dar-amboh log
jaanwar nikle charagahon mein charne ke liye

raushni mein KHauf ka ehsas tak hota nahin
kar diya hai off Teble-lamp Darne ke liye

(643) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye written by Maratib Akhtar at UrduPoint. Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye is one of the masterpieces written by Maratib Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Maratib Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maratib Akhtar' above.

Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Wo Dariya Hun ChaDha Ho Jo Utarne Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.