Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se, Urdu Ghazal By Maratib Akhtar

Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maratib Akhtar. Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ گھر کے بھید ہیں کہوں کیسے زبان سے

مراتب اختر

یہ گھر کے بھید ہیں کہوں کیسے زبان سے

کیا دکھ ملے ہیں مجھ کو میرے بھائی جان سے

کیفے کے ایک کونے میں مصروف گفتگو

مغموم بے حیات بدن بے زبان سے

یہ دن جو آج بیت گیا پھر نہ آئے گا

یہ تیر بھی نکل گیا قوس کمان سے

اچھے بشر ہیں جن کو نہیں ڈھونڈنے کی دھن

اچھا خدا ہے دور ہے وابستگان سے

الٹے کنوئیں کے قطر میں لٹکا دیئے گئے

اترے تھے دو فرشتے کبھی آسمان سے

مراتب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se

Maratib Akhtar

ye ghar ke bhed hain kahun kaise zaban se
kya dukh mile hain mujh ko mere bhai-jaan se

cafe ke ek kone mein masruf guftugu
maghmum be-hayat badan be-zaban se

ye din jo aaj bit gaya phir na aaega
ye tir bhi nikal gaya qaus-e-kaman se

achchhe bashar hain jin ko nahin DhunDne ki dhun
achchha KHuda hai dur hai wabastgan se

ulTe kunen ke qutr mein laTka diye gae
utre the do farishte kabhi aasman se

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se written by Maratib Akhtar at UrduPoint. Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se is one of the masterpieces written by Maratib Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Maratib Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maratib Akhtar' above.

Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ghar Ke Bhed Hain Kahun Kaise Zaban Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.