Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi, Urdu Ghazal By Maratib Akhtar

Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maratib Akhtar. Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تو جا رہی ہے چھوڑ کے جا پھر کبھی سہی

مراتب اختر

تو جا رہی ہے چھوڑ کے جا پھر کبھی سہی

اے بستیوں کی تیز ہوا پھر کبھی سہی

اب آدمی کی جس پہ مسلط مشین ہے

اب زر کی جستجو ہے خدا پھر کبھی سہی

تجھ کو ڈبو گیا تجھے برباد کر گیا

یہ تکیۂ کلام ترا پھر کبھی سہی

اس وقت ایک ربط مسلسل ہے ناگزیر

پابندیٔ قیود انا پھر کبھی سہی

میں اپنے اضطرار سے مجبور ہو گیا

اس نے بگڑ کے مجھ سے کہا پھر کبھی سہی

مراتب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi

Maratib Akhtar

tu ja rahi hai chhoD ke ja phir kabhi sahi
ai bastiyon ki tez hawa phir kabhi sahi

ab aadmi ki jis pe musallat machine hai
ab zar ki justuju hai KHuda phir kabhi sahi

tujh ko Dubo gaya tujhe barbaad kar gaya
ye takiya-e-kalam tera phir kabhi sahi

is waqt ek rabt-e-musalsal hai na-guzir
pabandi-e-quyud-e-ana phir kabhi sahi

main apne iztirar se majbur ho gaya
us ne bigaD ke mujh se kaha phir kabhi sahi

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi written by Maratib Akhtar at UrduPoint. Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi is one of the masterpieces written by Maratib Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Maratib Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maratib Akhtar' above.

Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tu Ja Rahi Hai ChhoD Ke Ja Phir Kabhi Sahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.