Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi, Urdu Ghazal By Maryam Gazala

Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maryam Gazala. Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کتر گیا ہے مری عمر کی کتاب کوئی

مریم غزالہ

کتر گیا ہے مری عمر کی کتاب کوئی

ملا کہیں سے بھی سالم نہ آج باب کوئی

بھٹکتی راہی ہوں پہنچوں کہاں سے منزل پر

یہ جرم وہ ہے کہ جس کا نہیں حساب کوئی

میں ڈھونڈھتی رہی صحرا میں رات کے لیکن

کہیں ملا ہی نہیں نیند کا گلاب کوئی

نگر میں اور بھی کتنے ہیں بد نصیب مگر

مرے بھی جیسا نہ ہو خانماں خراب کوئی

کبھی زمانہ نہیں ہوتا اس قدر بے رحم

خدا کے گھر سے غزالہؔ ملا عذاب کوئی

مریم غزالہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi

Maryam Gazala

kutar gaya hai meri umr ki kitab koi
mila kahin se bhi salim na aaj bab koi

bhaTakti rahi hun pahonchon kahan se manzil par
ye jurm wo hai ki jis ka nahin hisab koi

main DhunDhti rahi sahra mein raat ke lekin
kahin mila hi nahin nind ka gulab koi

nagar mein aur bhi kitne hain bad-nasib magar
mere bhi jaisa na ho KHanuman-KHarab koi

kabhi zamana nahin hota is qadar be-rahm
KHuda ke ghar se 'ghazala' mila azab koi

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi written by Maryam Gazala at UrduPoint. Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi is one of the masterpieces written by Maryam Gazala. You can also find the complete poetry collection of Maryam Gazala by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maryam Gazala' above.

Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kutar Gaya Hai Meri Umr Ki Kitab Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.