Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua, Urdu Ghazal By Maryam Gazala

Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maryam Gazala. Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت ہے کیوں اس قدر ٹھہرا ہوا

مریم غزالہ

وقت ہے کیوں اس قدر ٹھہرا ہوا

زخم میرا اور بھی گہرا ہوا

راہ پر تنہا چلے جاتے تھے ہم

قافلہ صحرا میں تھا بھٹکا ہوا

ہر کوئی قاتل اسے لگنے لگا

سانس بھی لیتا ہے وہ ڈرتا ہوا

ہر قدم کو سوچ کر رکھے گا اب

حادثہ ہے راہ میں چلتا ہوا

ہوتے ہوتے ختم ہی ہو جائے گا

عمر کا سورج بھی ہے ڈھلتا ہوا

مریم غزالہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua

Maryam Gazala

waqt hai kyun is qadar Thahra hua
zaKHm mera aur bhi gahra hua

rah par tanha chale jate the hum
qafila sahra mein tha bhaTka hua

har koi qatil use lagne laga
sans bhi leta hai wo Darta hua

har qadam ko soch kar rakkhega ab
hadsa hai rah mein chalta hua

hote hote KHatm hi ho jaega
umr ka suraj bhi hai Dhalta hua

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua written by Maryam Gazala at UrduPoint. Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua is one of the masterpieces written by Maryam Gazala. You can also find the complete poetry collection of Maryam Gazala by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maryam Gazala' above.

Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Hai Kyun Is Qadar Thahra Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.