Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang, Urdu Ghazal By Masood Qureshi

Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Qureshi. Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر ملاقات میں ہے عشق کے آغاز کا رنگ

مسعود قریشی

پھر ملاقات میں ہے عشق کے آغاز کا رنگ

وہی آواز کی نکہت وہی انداز کا رنگ

عام الفاظ میں پوشیدہ معانی کی تہیں

ہر نگاہ غلط انداز لیے راز کا رنگ

سرنگوں ہیبت جلاد و شکوہ سلطاں

دیدنی دار پہ تھا عشق سر افراز کا رنگ

آئے محفل میں تو لرزی ہیں چراغوں کی لویں

ان کے دیدار سے ہے شوخ گل ناز کا رنگ

حال دل چھپ نہ سکا پردۂ خاموشی میں

ترجماں دل کا بنا عارض غماز کا رنگ

مسعود قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang

Masood Qureshi

phir mulaqat mein hai ishq ke aaghaz ka rang
wahi aawaz ki nikhat wahi andaz ka rang

aam alfaz mein poshida maani ki tahen
har nigah-e-ghalat-andaz liye raaz ka rang

sar-nigun haibat-e-jallad-o-shikoh-e-sultan
didani dar pe tha ishq-e-sar-e-afraaz ka rang

aae mahfil mein to larzi hain charaghon ki lawen
un ke didar se hai shoKH gul-e-naz ka rang

haal-e-dil chhup na saka parda-e-KHamoshi mein
tarjuman dil ka bana aariz-e-ghammaz ka rang

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang written by Masood Qureshi at UrduPoint. Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang is one of the masterpieces written by Masood Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Masood Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Qureshi' above.

Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Mulaqat Mein Hai Ishq Ke Aaghaz Ka Rang, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.