Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe, Urdu Ghazal By Masood Qureshi

Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Qureshi. Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقتوں کا بھی عرفاں ہو سوز جاں بھی رہے

مسعود قریشی

حقیقتوں کا بھی عرفاں ہو سوز جاں بھی رہے

خلا میں بھی ہو قدم سر پہ آسماں بھی رہے

یہ گر سمجھنا ہے یاران صاف گو سے مجھے

زباں پہ بات بھی ہو دل کی اور زباں بھی رہے

محبتوں کے یہ پہلو ہیں کچھ تضاد نہیں

کہ اعتبار بھی کامل تھا بد گماں بھی رہے

کسی کسی کو ہی حاصل ہے یہ قرینۂ زیست

کہ برق عشق بھی ہو اور آشیاں بھی رہے

یہ اہتمام خرد سے بہت بعید نہیں

کہ راہزن بھی رہے خود ہی پاسباں بھی رہے

مسعود قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe

Masood Qureshi

haqiqaton ka bhi irfan ho soz-e-jaan bhi rahe
KHala mein bhi ho qadam sar pe aasman bhi rahe

ye gar samajhna hai yaran-e-saf-go se mujhe
zaban pe baat bhi ho dil ki aur zaban bhi rahe

mohabbaton ke ye pahlu hain kuchh tazad nahin
ki e'tibar bhi kaamil tha bad-guman bhi rahe

kisi kisi ko hi hasil hai ye qarina-e-zist
ki barq-e-ishq bhi ho aur aashiyan bhi rahe

ye ehtimam KHirad se bahut baid nahin
ki rahzan bhi rahe KHud hi pasban bhi rahe

(424) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe written by Masood Qureshi at UrduPoint. Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe is one of the masterpieces written by Masood Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Masood Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Qureshi' above.

Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqaton Ka Bhi Irfan Ho Soz-e-jaan Bhi Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.