Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke, Urdu Ghazal By Mayank Awasthi

Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mayank Awasthi. Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قید شب حیات بدن میں گزار کے

مینک اوستھی

قید شب حیات بدن میں گزار کے

اڑ جاؤں گا میں صبح اذیت اتار کے

اک دھوپ زندگی کو یوں صحرا بنا گئی

آئے نہ اس اجاڑ میں موسم بہار کے

یہ بے گناہ شمع جلے گی تمام رات

اس کے لبوں سے چھو گئے تھے لب شرار کے

سیلن کو راہ مل گئی دیمک کو سیرگاہ

انجام دیکھ لیجئے گھر کی درار کے

سجتی نہیں ہے تم پہ یہ تہذیب مغربی

اک تو پھٹے لباس ہیں وہ بھی ادھار کے

بادل نہیں حضور یہ آندھی ہے آگ کی

آنکھوں سے دیکھیے ذرا چشمہ اتار کے

جب ہتھکڑی کو توڑ کے کافر ہوا فرار

روتے رہے اسیر خدا کو پکار کے

مینک اوستھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke

Mayank Awasthi

qaid-e-shab-e-hayat badan mein guzar ke
uD jaunga main subh aziyyat utar ke

ek dhup zindagi ko yun sahra bana gai
aae na is ujaD mein mausam bahaar ke

ye be-gunah shama jalegi tamam raat
is ke labon se chhu gae the lab sharar ke

silan ko rah mil gai dimak ko sair-gah
anjam dekh lijiye ghar ki darar ke

sajti nahin hai tum pe ye tahzib-e-maghribi
ek to phaTe libas hain wo bhi udhaar ke

baadal nahin huzur ye aandhi hai aag ki
aankhon se dekhiye zara chashma utar ke

jab hathkaDi ko toD ke kafir hua farar
rote rahe asir KHuda ko pukar ke

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke written by Mayank Awasthi at UrduPoint. Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke is one of the masterpieces written by Mayank Awasthi. You can also find the complete poetry collection of Mayank Awasthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mayank Awasthi' above.

Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qaid-e-shab-e-hayat Badan Mein Guzar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.