Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai, Urdu Ghazal By Mayank Awasthi

Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mayank Awasthi. Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سادگی پہچان جس کی خامشی آواز ہے

مینک اوستھی

سادگی پہچان جس کی خامشی آواز ہے

سوچئے اس آئنہ سے کیوں کوئی ناراض ہے

بے سبب سایوں کو اپنے لمبے قد پہ ناز ہے

خاک میں مل جائیں گے یہ شام کا آغاز ہے

یوں ہوا لہروں پہ کچھ تحریر کرتی ہے مگر

جھوم کر بہتا ہے دریا کا یہی انداز ہے

دیکھ کر شاہیں کو پنجرے میں پتنگا کچھ کہے

جانتا وہ بھی ہے کس میں قوت پرواز ہے

کیوں مغنی کے لیے بے چین ہے تو اس قدر

اے دل ناداں کہ تو تو اک شکستہ ساز ہے

مینک اوستھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai

Mayank Awasthi

sadgi pahchan jis ki KHamushi aawaz hai
sochiye us aaine se kyun koi naraaz hai

be-sabab sayon ko apne lambe qad pe naz hai
KHak mein mil jaenge ye sham ka aaghaz hai

yun hawa lahron pe kuchh tahrir karti hai magar
jhum kar bahta hai dariya ka yahi andaz hai

dekh kar shahin ko pinjre mein patinga kuchh kahe
jaanta wo bhi hai kis mein quwwat-e-parwaz hai

kyun mughanni ke liye bechain hai tu is qadar
ai dil-e-nadan ki tu to ek shikasta saz hai

(747) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai written by Mayank Awasthi at UrduPoint. Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai is one of the masterpieces written by Mayank Awasthi. You can also find the complete poetry collection of Mayank Awasthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mayank Awasthi' above.

Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.