Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De, Urdu Ghazal By Mazhar Imam

Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Imam. Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ روشنی ہے کہ آنکھوں کو کچھ سجھائی نہ دے

مظہر امام

وہ روشنی ہے کہ آنکھوں کو کچھ سجھائی نہ دے

سکوت وہ کہ دھماکہ بھی اب سنائی نہ دے

پہنچ گیا ہوں زمان و مکان کے ملبے تک

مری انا مجھے الزام نارسائی نہ دے

اگر کہیں ہے تو دل چیر کر دکھا مجھ کو

تو اپنی ذات کا عرفان دے خدائی نہ دے

ازل کے ٹوٹتے رشتوں کی اس کشاکش میں

پکار ایسی ادا سے مجھے سنائی نہ دے

نکل چکا ہوں میں اپنی کمان سے آگے

تعلقات گزشتہ کی اب دہائی نہ دے

مظہر امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De

Mazhar Imam

wo raushni hai ki aankhon ko kuchh sujhai na de
sukut wo ki dhamaka bhi ab sunai na de

pahunch gaya hun zaman o makan ke malbe tak
meri ana mujhe ilzam-e-na-rasai na de

agar kahin hai to dil chir kar dikha mujh ko
tu apni zat ka irfan de KHudai na de

azal ke TuTte rishton ki is kashakash mein
pukar aisi ada se mujhe sunai na de

nikal chuka hun main apni kaman se aage
talluqat-e-guzishta ki ab duhai na de

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De written by Mazhar Imam at UrduPoint. Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De is one of the masterpieces written by Mazhar Imam. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Imam' above.

Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.