Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain, Urdu Ghazal By Meena Khan

Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meena Khan. Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم نے جس کے لئے پھولوں کے جہاں چھوڑے ہیں

مینا خان

ہم نے جس کے لئے پھولوں کے جہاں چھوڑے ہیں

اس نے اس دل میں فقط زخم نہاں چھوڑے ہیں

ہم نے خود اپنے اصولوں کی حفاظت کے لئے

دولتیں چھوڑ دیں شہرت کی جہاں چھوڑے ہیں

زندگی ہم نے ترا ساتھ نبھانے کے لئے

تپتے صحرا میں بھی قدموں کے نشاں چھوڑے ہیں

ہم کسی اور کے ہو جائیں کسی کو چاہیں

ایسے اسباب مگر اس نے کہاں چھوڑے ہیں

جس کی پرچھائی لئے پھرتی ہیں آنکھیں میری

اس نے پلکوں پہ مری آب رواں چھوڑے ہیں

مینا خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain

Meena Khan

hum ne jis ke liye phulon ke jahan chhoDe hain
us ne is dil mein faqat zaKHm-e-nihan chhoDe hain

hum ne KHud apne usulon ki hifazat ke liye
daulaten chhoD din shohrat ki jahan chhoDe hain

zindagi hum ne tera sath nibhane ke liye
tapte sahra mein bhi qadmon ke nishan chhoDe hain

hum kisi aur ke ho jaen kisi ko chahen
aise asbab magar us ne kahan chhoDe hain

jis ki parchhai liye phirti hain aankhen meri
us ne palkon pe meri aab-e-rawan chhoDe hain

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain written by Meena Khan at UrduPoint. Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain is one of the masterpieces written by Meena Khan. You can also find the complete poetry collection of Meena Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meena Khan' above.

Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Humne Jis Ke Liye Phulon Ke Jahan ChhoDe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.