Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فقط قضیہ یہی ہے فن طبعی اور الٰہی میں

میر محمدی بیدار

فقط قضیہ یہی ہے فن طبعی اور الٰہی میں

جو علم معرفت چاہے تو رہ یاد الٰہی میں

سمجھتا ہے اسی کا جلوہ گہ غیب شہادت کو

نہیں کچھ فرق عارف کو سفیدی و سیاہی میں

نہیں آرام مجھ کو اضطراب دل سے سینہ میں

کہ دریا مضطرب ہوتا ہے بیتابیٔ ماہی میں

نہ کر مستوں سے کاوش ہر گھڑی آمان کہتا ہوں

خلل آ جائے گا زاہد تری عصمت پناہی میں

جگا کر خواب آسائش سے بیدارؔ آہ ہستی میں

عدم آسود گاں کو لا کے ڈالا ہے تباہی میں

جو کیفیت ہے مستی سے تری آنکھوں کی لالی میں

نہیں وہ نشۂ رنگیں شراب پرتگالی میں

سرو برگ خوشی اے گل بدن تجھ بن کہاں مجھ کو

گلستان دل آیا فوج غم کی پائمالی میں

در دنداں ہوئے تھے موجزن کس بحر خوبی کے

کہ موتی شرم سے پانی ہوئے سلک لالی میں

جہاں وہ شکریں لب گفتگو میں آوے اے طوطی

سخن سرسبز تیرا کب ہو واں شیریں مقالی میں

عبث ہے آرزوئے خوش دلی بیدارؔ گردوں سے

مے راحت جو چاہے سو کہاں اس جام خالی میں

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein

Meer Mohammadi Bedar

faqat qaziya yahi hai fann-e-tabi aur ilahi mein
jo ilm-e-marifat chahe to rah yaad-e-ilahi mein

samajhta hai usi ka jalwa-gah ghaib-e-shahadat ko
nahin kuchh farq aarif ko safedi o siyahi mein

nahin aaram mujh ko iztirab-e-dil se sine mein
ki dariya muztarib hota hai betabi-e-mahi mein

na kar maston se kawish har ghaDi aaman kahta hun
KHalal aa jaega zahid teri ismat-panahi mein

jaga kar KHwab-e-asaish se 'bedar' aah hasti mein
adam-asudgan ko la ke Dala hai tabahi mein

jo kaifiyyat hai masti se teri aankhon ki lali mein
nahin wo nashsha-e-rangin sharab-e-portugali mein

sar-o-barg-e-KHushi ai gul-badan tujh bin kahan mujh ko
gulistan-e-dil aaya fauj-e-gham ki paemali mein

dur-e-dandan hue the maujzan kis bahr-e-KHubi ke
ki moti sharm se pani hue silk-e-laali mein

jahan wo shakkarin-lab guftugu mein aawe ai tuti
suKHan sarsabz tera kab ho wan shirin-maqali mein

abas hai aarzu-e-KHush-dili 'bedar' gardun se
mai-e-rahat jo chahe so kahan is jam-e-KHali mein

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-e-tabi Aur Ilahi Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.