Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قاصد اس کا پیام کچھ بھی ہے

میر محمدی بیدار

قاصد اس کا پیام کچھ بھی ہے

کہہ دعا یا سلام کچھ بھی ہے

سخن مہر خواہ حرف عتاب

اس کے منہ کا کلام کچھ بھی ہے

صاف یا درد بادۂ گلگوں

ساقیٔ لالہ فام کچھ بھی ہے

کیا غم ہجر کیا سرور وصال

گزراں ہے دوام کچھ بھی ہے

اس رخ و زلف سے کہ دوں تشبیہ

خوبیٔ صبح و شام کچھ بھی ہے

یاد میں اپنے یار کے رہنا

بہتر اور اس سے کام کچھ بھی ہے

تو جو بیدارؔ یوں پھرے ہے خراب

پاس ناموس و نام کچھ بھی ہے

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai

Meer Mohammadi Bedar

qasid us ka payam kuchh bhi hai
kah dua ya salam kuchh bhi hai

suKHan-e-mehr-KHwah harf-e-itab
us ke munh ka kalam kuchh bhi hai

saf ya durd-e-baada-e-gul-gun
saqi-e-lala-fam kuchh bhi hai

kya gham-e-hijr kya surur-e-visal
guzaran hai dawam kuchh bhi hai

us ruKH o zulf se ki dun tashbih
KHubi-e-subh-o-sham kuchh bhi hai

yaad mein apne yar ke rahna
behtar aur us se kaam kuchh bhi hai

tu jo 'bedar' yun phire hai KHarab
pas-e-namus-o-nam kuchh bhi hai

(362) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qasid Us Ka Payam Kuchh Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.