Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun, Urdu Ghazal By Mehshar Afridi

Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehshar Afridi. Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لب ساحل سمندر کی فراوانی سے مر جاؤں

محشر آفریدی

لب ساحل سمندر کی فراوانی سے مر جاؤں

مجھے وہ پیاس ہے شاید کہ میں پانی سے مر جاؤں

تم اس کو دیکھ کر چھو کر بھی زندہ لوٹ آئے ہو

میں اس کو خواب میں دیکھوں تو حیرانی سے مر جاؤں

میں اتنا سخت جاں ہوں دم بڑی مشکل سے نکلے گا

ذرا تکلیف بڑھ جائے تو آسانی سے مر جاؤں

غنیمت ہے پرندے میری تنہائی سمجھتے ہیں

اگر یہ بھی نہ ہوں تو گھر کے ویرانے سے مر جاؤں

نظر انداز کر مجھ کو ذرا سا کھل کے جینے دے

کہیں ایسا نہ ہو تیری نگہبانی سے مر جاؤں

بہت سے شعر مجھ سے خون تھکواتے ہیں آمد پر

بہت ممکن ہے میں ایک دن غزل خوانی سے مر جاؤں

تری نظروں سے گر کر آج بھی زندہ ہوں میں کیا خوب

تقاضا ہے یہ غیرت کا پشیمانی سے مر جاؤں

محشر آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun

Mehshar Afridi

lab-e-sahil samundar ki farawani se mar jaun
mujhe wo pyas hai shayad ki main pani se mar jaun

tum us ko dekh kar chhu kar bhi zinda lauT aae ho
main us ko KHwab mein dekhun to hairani se mar jaun

main itna saKHt-jaan hun dam baDi mushkil se niklega
zara taklif baDh jae to aasani se mar jaun

ghanimat hai parinde meri tanhai samajhte hain
agar ye bhi na hon to ghar ke virane se mar jaun

nazar-andaz kar mujh ko zara sa khul ke jine de
kahin aisa na ho teri nigahbani se mar jaun

bahut se sher mujh se KHun thukwate hain aamad par
bahut mumkin hai main ek din ghazal-KHwani se mar jaun

teri nazron se gir kar aaj bhi zinda hun main kya KHub
taqaza hai ye ghairat ka pashemani se mar jaun

(2685) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun written by Mehshar Afridi at UrduPoint. Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun is one of the masterpieces written by Mehshar Afridi. You can also find the complete poetry collection of Mehshar Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehshar Afridi' above.

Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lab-e-sahil Samundar Ki Farawani Se Mar Jaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.