Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke, Urdu Ghazal By Midhat Ul Akhtar

Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Midhat Ul Akhtar. Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی زمین وہی دور آسمانوں کے

مدحت الاختر

وہی زمین وہی دور آسمانوں کے

دنوں کی بات نہیں کھیل ہیں زمانوں کے

دیا سلائی کی تیلی بھی اب ڈراتی ہے

نظارے یاد ہیں جلتے ہوئے مکانوں کے

ہمارے پاؤں کی زنجیر بنتے جاتے ہیں

سجے سجائے ہوئے سلسلے دکانوں کے

زمین بال برابر نہیں ہمارے نام

بناتے رہتے ہیں نقشے نئے مکانوں کے

اداس کر گیا وہ اسعدؔ جوانا مرگ

کہ اس عزیز میں کچھ طور تھے دوانوں کے

مدحت الاختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke

Midhat Ul Akhtar

wahi zamin wahi dur aasmanon ke
dinon ki baat nahin khel hain zamanon ke

diya-salai ki tili bhi ab Daraati hai
nazare yaad hain jalte hue makanon ke

hamare panw ki zanjir bante jate hain
saje-sajae hue silsile dukanon ke

zamin baal barabar nahin hamare nam
banate rahte hain naqshe nae makanon ke

udas kar gaya wo 'asad'-e-jawana-marg
ki is aziz mein kuchh taur the diwanon ke

(588) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke written by Midhat Ul Akhtar at UrduPoint. Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke is one of the masterpieces written by Midhat Ul Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Midhat Ul Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Midhat Ul Akhtar' above.

Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.