Sham Ka AKHbar, Urdu Nazam By Mirza Mohammad Nayar

Sham Ka AKHbar is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mirza Mohammad Nayar. Sham Ka AKHbar comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Sham Ka AKHbar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام کا اخبار

مرزا محمد نیر

دینا بھائی ہاں مجھے بھی شام کا اخبار ایک

پھر کسی ٹھنڈے لہو نے گرم کی ہوگی خبر

کون سے بیٹے ہوئے ہیں اسٹکاٹو کی نذر

آج کی شہ سرخیوں میں خون ناحق پھر ملا

تازہ تازہ زرد کاغذ پر گل احمد کھلا

کس گلی ماتم بچھا ہے

کیا سروں کا ہے شمار

آٹھ کالم کی خبر کے واسطے ہیں صرف چار؟

خاک میں لتھڑی ہوئی صورت ہے یہ کس پھول کی

کہتے ہیں دیوار و در بلڈنگ ہے یہ اسکول کی

آج تو تصویر بھی دھندلا گئی مقتول کی

نا مناسب ہے رپورٹنگ

بے تکی منظر کشی

کیوں نہیں رکھ پاتے ہیں پرچے کا یہ معیار ایک

بن گئی ہے اب صحافت جیسے کاروبار ایک

دینا بھائی پھر بھی مجھ کو شام کا اخبار ایک

مرزا محمد نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham Ka AKHbar

Mirza Mohammad Nayar

dena bhai han mujhe bhi sham ka aKHbar ek
phir kisi ThanDe lahu ne garm ki hogi KHabar
kaun se beTe hue hain stikato ki nazr
aaj ki shah-surKHiyon mein KHun-e-nahaq phir mila
taza taza zard kaghaz par gul-e-ahmad khila
kis gali matam bichha hai
kya saron ka hai shumar
aaTh column ki KHabar ke waste hain sirf chaar?
KHak mein luthDi hui surat hai ye kis phul ki
kahte hain diwar-o-dar building hai ye school ki
aaj to taswir bhi dhundla gai maqtul ki
na-munasib hai reporting
be-tuki manzar-kashi
kyun nahin rakh pate hain parche ka ye mear ek
ban gai hai ab sahafat jaise karobar ek
dena bhai phir bhi mujh ko sham ka aKHbar ek

(723) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham Ka AKHbar written by Mirza Mohammad Nayar at UrduPoint. Sham Ka AKHbar is one of the masterpieces written by Mirza Mohammad Nayar. You can also find the complete poetry collection of Mirza Mohammad Nayar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Mohammad Nayar' above.

Sham Ka AKHbar is a widely read Urdu Nazam. If you like Sham Ka AKHbar, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.