Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa, Urdu Ghazal By Moazzam Ali Khan

Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moazzam Ali Khan. Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت قریب ہے وہ حسن آفتاب نما

معظم علی خاں

بہت قریب ہے وہ حسن آفتاب نما

وصال یار بھی ہونے لگا عذاب نما

تمام پھولوں کی خوشبو کا امتزاج ہے وہ

دیار حسن میں اک شخص ہے گلاب نما

ہر ایک لفظ کی قسمت اسی میں لکھی ہے

وہ اک حسین سا چہرہ جو ہے کتاب نما

خمار بادہ سے ہے مختلف مزاج اس کا

چھٹک رہا ہے یہ آنکھوں سے کیا شراب نما

ہم اس کے چہرے سے اس کو سمجھ نہیں سکتے

تأثر رخ رنگیں بھی ہے نقاب نما

جنوں نواز ہے ذکر خرد ہی آخر کیوں

تمہارے لہجے میں کیا چیز ہے سراب نما

معظم علی خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa

Moazzam Ali Khan

bahut qarib hai wo husn-e-aftab-numa
visal-e-yar bhi hone laga azab-numa

tamam phulon ki KHushbu ka imtizaj hai wo
dayar-e-husn mein ek shaKHs hai gulab-numa

har ek lafz ki qismat usi mein likkhi hai
wo ek hasin sa chehra jo hai kitab-numa

KHumar-e-baada se hai muKHtalif mizaj us ka
chhiTak raha hai ye aankhon se kya sharab-numa

hum us ke chehre se us ko samajh nahin sakte
tassur-e-ruKH-e-rangin bhi hai naqab-numa

junun-nawaz hai zikr-e-KHirad hi aaKHir kyon
tumhaare lahje mein kya chiz hai sarab-numa

(572) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa written by Moazzam Ali Khan at UrduPoint. Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa is one of the masterpieces written by Moazzam Ali Khan. You can also find the complete poetry collection of Moazzam Ali Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moazzam Ali Khan' above.

Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahut Qarib Hai Wo Husn-e-aftab-numa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.