Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai, Urdu Ghazal By Moazzam Ali Khan

Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moazzam Ali Khan. Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رواج قتل انسانی بہت ہے

معظم علی خاں

رواج قتل انسانی بہت ہے

یہاں مرنے کی آسانی بہت ہے

کہیں برسات کے موسم میں سوکھا

کہیں دریا میں طغیانی بہت ہے

خوشی کا قحط ہے بستی میں دل کی

مگر غم کی فراوانی بہت ہے

لباس مصلحت تم کو مبارک

ہمیں تو چاک دامانی بہت ہے

سمجھتی ہے اندھیروں کو اجالا

ہماری عقل دیوانی بہت ہے

سراپا حسن سیرت ہے معظمؔ

مگر فطرت میں نادانی بہت ہے

معظم علی خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai

Moazzam Ali Khan

riwaj-e-qatl-e-insani bahut hai
yahan marne ki aasani bahut hai

kahin barsat ke mausam mein sukha
kahin dariya mein tughyani bahut hai

KHushi ka qaht hai basti mein dil ki
magar gham ki farawani bahut hai

libas-e-maslahat tum ko mubarak
hamein to chaak-damani bahut hai

samajhti hai andheron ko ujala
hamari aql diwani bahut hai

sarapa husn-e-sirat hai 'moazzam'
magar fitrat mein nadani bahut hai

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai written by Moazzam Ali Khan at UrduPoint. Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai is one of the masterpieces written by Moazzam Ali Khan. You can also find the complete poetry collection of Moazzam Ali Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moazzam Ali Khan' above.

Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Riwaj-e-qatl-e-insani Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.