Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Aazam

Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Aazam. Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گئے ہیں دیس کو ہم اپنے چھوڑ کر ہی نہیں

محمد اعظم

گئے ہیں دیس کو ہم اپنے چھوڑ کر بھی نہیں

مہاجرت کے لئے شرط اب سفر بھی نہیں

اسی جہان میں رہتے ہیں خوبرو ایسے

یقین مجھ کو ہوا اس کو دیکھ کر بھی نہیں

مرے وجود میں گھل مل کے کر گیا تنہا

وہ ایک شخص جو آیا کبھی نظر بھی نہیں

وہ اک کتاب گئی تھی دلوں سے طاقوں پر

اب ایسی دور ہوئی ہے کہ طاق پر بھی نہیں

غم اور خوشی نہیں موقوف رونے ہنسنے پر

اور ان حوالوں سے اظہار معتبر بھی نہیں

محمد اعظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin

Mohammad Aazam

gae hain des ko hum apne chhoD kar bhi nahin
muhajrat ke liye shart ab safar bhi nahin

isi jahan mein rahte hain KHub-ru aise
yaqin mujh ko hua us ko dekh kar bhi nahin

mere wajud mein ghul-mil ke kar gaya tanha
wo ek shaKHs jo aaya kabhi nazar bhi nahin

wo ek kitab gai thi dilon se taqon par
ab aisi dur hui hai ki taq par bhi nahin

gham aur KHushi nahin mauquf rone hansne par
aur in hawalon se izhaar mo'tabar bhi nahin

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin written by Mohammad Aazam at UrduPoint. Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Aazam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Aazam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Aazam' above.

Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gae Hain Des Ko Hum Apne ChhoD Kar Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.