Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Mauj Rampuri

Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Mauj Rampuri. Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستی چیز ہے کیا رسم وفا کیسی ہے

محمد علی موج رام پوری

دوستی چیز ہے کیا رسم وفا کیسی ہے

ہم سے پوچھے کوئی جینے کی سزا کیسی ہے

تو خفا مجھ سے نہیں ہے تو بتا پھر اے دوست

تیرے لہجے میں تکلف کی ادا کیسی ہے

جب کہ ممکن ہی نہیں معرکۂ کرب و بلا

پھر ہر اک جسم پہ خوں رنگ قبا کیسی ہے

طے کیا میں نے ترے ساتھ چراغوں کا سفر

لوگ جب سوچ رہے تھے کہ ہوا کیسی ہے

تیری رفتار نے احساس کو پیکر بخشا

ورنہ کس کو تھی خبر باد صبا کیسی ہے

محمد علی موج رام پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai

Mohammad Ali Mauj Rampuri

dosti chiz hai kya rasm-e-wafa kaisi hai
hum se puchhe koi jine ki saza kaisi hai

tu KHafa mujh se nahin hai to bata phir ai dost
tere lahje mein takalluf ki ada kaisi hai

jab ki mumkin hi nahin marka-e-karb-o-bala
phir har ek jism pe KHun rang-e-qaba kaisi hai

tai kiya main ne tere sath charaghon ka safar
log jab soch rahe the ki hawa kaisi hai

teri raftar ne ehsas ko paikar baKHsha
warna kis ko thi KHabar baad-e-saba kaisi hai

(676) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai written by Mohammad Ali Mauj Rampuri at UrduPoint. Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Mauj Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Mauj Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Mauj Rampuri' above.

Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dosti Chiz Hai Kya Rasm-e-wafa Kaisi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.