Band Ghar Aur ChiDiya, Urdu Nazam By Mohammad Alvi

Band Ghar Aur ChiDiya is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Alvi. Band Ghar Aur ChiDiya comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Band Ghar Aur ChiDiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بند گھر اور چڑیا

محمد علوی

جاری جا اڑ جا چڑیا

اس گھر میں مت آ چڑیا

کیا تجھ کو معلوم نہیں

یہ گھر کب سے بند پڑا ہے

بہت دنوں کے بعد گھڑی بھر

اس گھر کا دروازہ کھلا ہے

اور تو اس گھر میں پگلی

رہنے بسنے آئی ہے

چھوڑ گئے جو اس گھر کو

ان پر ہنسنے آئی ہے

جاری جا اڑ جا چڑیا

اس گھر میں مت آ چڑیا

ابھی اندھیرا چھا جائے گا

یہ گھر تجھ کو کھا جائے گا

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Band Ghar Aur ChiDiya

Mohammad Alvi

jari ja uD ja chiDiya
us ghar mein mat aa chiDiya
kya tujh ko malum nahin
ye ghar kab se band paDa hai
bahut dinon ke baad ghaDi-bhar
us ghar ka darwaza khula hai
aur to us ghar mein pagli
rahne basne aai hai
chhoD gae jo us ghar ko
un par hansne aai hai
jari ja uD ja chiDiya
is ghar mein mat aa chiDiya
abhi andhera chha jaega
ye ghar tujh ko kha jaega

(868) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Band Ghar Aur ChiDiya written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Band Ghar Aur ChiDiya is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Band Ghar Aur ChiDiya is a widely read Urdu Nazam. If you like Band Ghar Aur ChiDiya, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.