Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Amir Alvi Amir

Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Amir Alvi Amir. Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کی ضد میں ہمیں اب دعا جلانا ہے

محمد عامر علوی عامر

ہوا کی ضد میں ہمیں اب دعا جلانا ہے

کہ حوصلوں کو زمانے کے آزمانا ہے

گرے درخت نہیں ہم کہ پھل نہ پائیں گے

یہ اور بات جڑوں کو ابھی زمانہ ہے

دیوانے ڈرتے نہیں آندھیوں سے وہ جن کو

کہ ریت کا ہی سہی گھر مگر بنانا ہے

اسی سے میں نے دعا یوں ہمیشہ ہی مانگی

اگر وہ بت ہے تو اس کو خدا بنانا ہے

ہیں انگلیوں میں پھنسے جسم چیختی روحیں

انہیں تو بھوک مگر بچوں کی مٹانا ہے

میں ہوں تو خاک مگر خوشبوؤں سی ہے قسمت

ہوا کے ساتھ فضا میں بکھر ہی جانا ہے

محمد عامر علوی عامر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai

Mohammad Amir Alvi Amir

hawa ki zid mein hamein ab dua jalana hai
ki hauslon ko zamane ke aazmana hai

gire daraKHt nahin hum ki phal na paenge
ye aur baat jaDon ko abhi zamana hai

diwane Darte nahin aandhiyon se wo jin ko
ki ret ka hi sahi ghar magar banana hai

usi se main ne dua yun hamesha hi mangi
agar wo but hai to us ko KHuda banana hai

hain ungliyon mein phanse jism chiKHti ruhen
unhen to bhuk magar bachchon ki miTana hai

main hun to KHak magar KHushbuon si hai qismat
hawa ke sath faza mein bikhar hi jaana hai

(604) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai written by Mohammad Amir Alvi Amir at UrduPoint. Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Amir Alvi Amir. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Amir Alvi Amir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Amir Alvi Amir' above.

Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Ki Zid Mein Hamein Ab Dua Jalana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.