Jo Yun Hota To Kya Hota, Urdu Nazam By Mohammad Anvar Khalid

Jo Yun Hota To Kya Hota is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Anvar Khalid. Jo Yun Hota To Kya Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Jo Yun Hota To Kya Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو یوں ہوتا تو کیا ہوتا

محمد انور خالد

یہ مصدر اسم ماضی کا نہیں ہے

آپ کہیے تو بتا دیتے ہیں ہونے کو

جو یوں ہوتا تو کیا ہوتا

نہ ہوتا گر جدا تن سے تو زانو پر دھرا ہوتا

وہ تم سے ابن ملجم کا پتا پوچھیں تو کہنا

چار ہفتوں سے بہت مصروف ہے

روٹی نہیں کھائی

سروں کی فصل بار خشک سالی سے گراں ہے

لوگ مسجد بھی نہیں جاتے

میں اس کو مسجد ضرار کے باہر ملوں گا

وہ گھوڑوں کی طرح تھے

فربہ اندامی پہ مائل

ساتھ والی کھڑکیوں پر ہنہناتے تھے

اب ان کے نعل ٹھونکی جا رہی ہے

میرا گھر جانا ضروری ہے

کہ ایسے میں ہمیشہ چھٹیوں کا کال ہوتا ہے

چلو گھر کی طرف چلتے ہیں

باہر برف باری ہے

میں تم پر نظم لکھوں گا

محبت لڑکیوں کو اصطبل میں چھوڑ آتی ہے

میں تم کو بیچ کھڑکی میں بٹھا کر نظم لکھوں گا

تمہیں آتا تو ہوگا درمیاں سے لوٹنا

میں لوٹنے پر نظم لکھوں گا

یہ مصدر اسم ماضی کا نہیں ہے

تم جو کہہ دو تو بلا لیتے ہیں گھر سے ابن ملجم کو

مجھے اپنی زمین اصطبل کی قسط دینی ہے

اسے بھی کوئی صورت چاہیے گھر سے نکلنے کی

محمد انور خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Yun Hota To Kya Hota

Mohammad Anvar Khalid

ye masdar ism-e-mazi ka nahin hai
aap kahiye to bata dete hain hone ko
jo yun hota to kya hota
na hota gar juda tan se to zanu par dhara hota
wo tum se ibn-e-muljim ka pata puchhen to kahna
chaar hafton se bahut masruf hai
roTi nahin khai
saron ki fasl bar-e-KHushk-sali se garan hai

log masjid bhi nahin jate
main us ko masjid-e-zarrar ke bahar milunga

wo ghoDon ki tarah the
farba-andami pe mail
sath wali khiDkiyon par hinhinate the
ab un ke nal Thonki ja rahi hai
mera ghar jaana zaruri hai
ki aise mein hamesha chhuTTiyon ka kal hota hai

chalo ghar ki taraf chalte hain
bahar barf-bari hai
main tum par nazm likhunga
mohabbat laDkiyon ko astabal mein chhoD aati hai
main tum ko beach khiDki mein biTha kar nazm likhunga
tumhein aata to hoga darmiyan se lauTna
main lauTne par nazm likhunga

ye masdar ism mazi ka nahin hai
tum jo kah do to bula lete hain ghar se ibn-e-muljim ko
mujhe apni zamin astabal ki qist deni hai
use bhi koi surat chahiye ghar se nikalne ki

(514) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jo Yun Hota To Kya Hota written by Mohammad Anvar Khalid at UrduPoint. Jo Yun Hota To Kya Hota is one of the masterpieces written by Mohammad Anvar Khalid. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Anvar Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Anvar Khalid' above.

Jo Yun Hota To Kya Hota is a widely read Urdu Nazam. If you like Jo Yun Hota To Kya Hota, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.