In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Bin Hasan Sharar

In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Bin Hasan Sharar. In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان حسن کے ماروں کے غم خانے ہزاروں ہیں

محمد بن حسن شرار

ان حسن کے ماروں کے غم خانے ہزاروں ہیں

اک جنبش ابرو میں پیمانے ہزاروں ہیں

کب ہوش و خرد والے کرتے ہیں نظر ان پر

چھلکے ہوئے مستی میں پیمانے ہزاروں ہیں

ہاں نقش کف پا کو تو خود ہی مٹا دینا

عشاق کے سجدوں کو بت خانے ہزاروں ہیں

کیوں قیس کو لے بیٹھے تم ہوش و خرد والے

صحرائے محبت میں دیوانے ہزاروں ہیں

ہے کس کی نگاہوں کا جادو یہ شرارؔ آخر

دیوانوں میں جب شامل فرزانے ہزاروں ہیں

محمد بن حسن شرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain

Mohammad Bin Hasan Sharar

in husn ke maron ke gham-KHane hazaron hain
ek jumbish-e-abru mein paimane hazaron hain

kab hosh-o-KHirad wale karte hain nazar un par
chhalke hue masti mein paimane hazaron hain

han naqsh-e-kaf-e-pa ko tu KHud hi miTa dena
ushshaq ke sajdon ko but-KHane hazaron hain

kyon qais ko le baiThe tum hosh-o-KHirad wale
sahra-e-mohabbat mein diwane hazaron hain

hai kis ki nigahon ka jadu ye 'sharar' aaKHir
diwanon mein jab shamil farzane hazaron hain

(607) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain written by Mohammad Bin Hasan Sharar at UrduPoint. In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Bin Hasan Sharar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Bin Hasan Sharar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Bin Hasan Sharar' above.

In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like In Husn Ke Maron Ke Gham-KHane Hazaron Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.