KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte, Urdu Ghazal By Mohammad Bin Hasan Sharar

KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Bin Hasan Sharar. KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوف دل میں ذرا نہیں کرتے

محمد بن حسن شرار

خوف دل میں ذرا نہیں کرتے

زندگی سے وفا نہیں کرتے

زندگی کا حساب دینا ہے

کیوں عبادت کیا نہیں کرتے

سن ہی لے گا خدائے عز و جل

کیوں تڑپ کر دعا نہیں کرتے

آزمائش ہوئی ہے ہر ساعت

ذکر رب کیوں کیا نہیں کرتے

سن لی یا دیکھ لی خطا جس کی

تذکرہ جا بجا نہیں کرتے

کیوں کسی کی خطا پہ ہنستے ہو

کیا کبھی تم خطا نہیں کرتے

دوسروں کی ہے نکتہ چینی شرارؔ

فرض اپنا ادا نہیں کرتے

محمد بن حسن شرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte

Mohammad Bin Hasan Sharar

KHauf dil mein zara nahin karte
zindagi se wafa nahin karte

zindagi ka hisab dena hai
kyon ibaadat kiya nahin karte

sun hi lega KHuda-e-izz-o-jal
kyon taDap kar dua nahin karte

aazmaish hui hai har saat
zikr-e-rab kyon kiya nahin karte

sun li ya dekh li KHata jis ki
tazkira ja-ba-ja nahin karte

kyon kisi ki KHata pe hanste ho
kya kabhi tum KHata nahin karte

dusron ki hai nukta-chini 'sharar'
farz apna ada nahin karte

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte written by Mohammad Bin Hasan Sharar at UrduPoint. KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte is one of the masterpieces written by Mohammad Bin Hasan Sharar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Bin Hasan Sharar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Bin Hasan Sharar' above.

KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHauf Dil Mein Zara Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.