Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Faizullah Faiz

Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Faizullah Faiz. Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بزم سے اپنی جو اس طرح اٹھا دیتے ہیں

محمد فیض اللہ فیض

بزم سے اپنی جو اس طرح اٹھا دیتے ہیں

جانے کس جرم کی یہ لوگ سزا دیتے ہیں

میں نے سوچا تھا ترا غم ہی مجھے کافی ہے

لوگ آتے ہیں مجھے آ کے ہنسا دیتے ہیں

غیر تو غیر ہیں اپنوں کی یہ حالت دیکھی

جن پہ تکیہ کیا وہ لوگ دغا دیتے ہیں

غم سے گھبرا کے کبھی لب پہ جو آتی ہے ہنسی

وہ تصور میں مجھے آ کے رلا دیتے ہیں

اہل دل کو تو یہی کہتے سنا ہے اے فیضؔ

اپنے بیمار کو دامن کی ہوا دیتے ہیں

محمد فیض اللہ فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain

Mohammad Faizullah Faiz

bazm se apni jo is tarah uTha dete hain
jaane kis jurm ki ye log saza dete hain

main ne socha tha tera gham hi mujhe kafi hai
log aate hain mujhe aa ke hansa dete hain

ghair to ghair hain apnon ki ye haalat dekhi
jin pe takiya kiya wo log dagha dete hain

gham se ghabra ke kabhi lab pe jo aati hai hansi
wo tasawwur mein mujhe aa ke rula dete hain

ahl-e-dil ko to yahi kahte suna hai ai 'faiz'
apne bimar ko daman ki hawa dete hain

(722) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain written by Mohammad Faizullah Faiz at UrduPoint. Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Faizullah Faiz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Faizullah Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Faizullah Faiz' above.

Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bazm Se Apni Jo Is Tarah UTha Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.