Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Lutfuddin Khan Lutf

Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Lutfuddin Khan Lutf. Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چین وہ عشق میں پائے ہیں کہ جی جانتا ہے

محمد لطف الدین خان لطف

چین وہ عشق میں پائے ہیں کہ جی جانتا ہے

درد دکھ بھی وہ اٹھائے ہیں کہ جی جانتا ہے

یاد آتی ہیں جوانی کی بہاریں اب تک

وہ مزے ہم نے اڑائے ہیں کہ جی جانتا ہے

ہاں دعا بھی کبھی لی ہوگی کسی کے دل کی

تم نے دل بھی وہ دکھائے ہیں کہ جی جانتا ہے

وہ لجاتے ہوئے شرماتے ہوئے بزم میں آج

اس طرح سامنے آئے ہیں کہ جی جانتا ہے

ہاں کلیجے بھی کئے ہوں گے کسی کے ٹھنڈے

تم نے جی بھی وہ جلائے ہیں کہ جی جانتا ہے

چھڑ گئی بحث کھلی ان پہ جو دل کی چوری

اس طرح آنکھ چرائے ہیں کہ جی جانتا ہے

غیر تو غیر ہی ہیں عشق میں دیکھا سب کو

اپنے بھی ایسے پرائے ہیں کہ جی جانتا ہے

آپ کے پیار سے اغیار نے کیا کیا نہ کیا

وہ وہ طوفان اٹھائے ہیں کہ جی جانتا ہے

رکھ کے اغیار پہ محفل میں وہ طعن و تشنیع

اس طرح مجھ کو سنائے ہیں کہ جی جانتا ہے

لطفؔ ہم اس بت سفاک کے کوچے سے آج

بچ کر اس طرح سے آئے ہیں کہ جی جانتا ہے

محمد لطف الدین خان لطف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai

Mohammad Lutfuddin Khan Lutf

chain wo ishq mein pae hain ki ji jaanta hai
dard dukh bhi wo uThae hain ki ji jaanta hai

yaad aati hain jawani ki bahaaren ab tak
wo maze hum ne uDae hain ki ji jaanta hai

han dua bhi kabhi li hogi kisi ke dil ki
tum ne dil bhi wo dukhae hain ki ji jaanta hai

wo lajate hue sharmate hue bazm mein aaj
is tarah samne aae hain ki ji jaanta hai

han kaleje bhi kiye honge kisi ke ThanDe
tum ne ji bhi wo jalae hain ki ji jaanta hai

chhiD gai bahs khuli un pe jo dil ki chori
is tarah aankh churae hain ki ji jaanta hai

ghair to ghair hi hain ishq mein dekha sab ko
apne bhi aise parae hain ki ji jaanta hai

aap ke pyar se aghyar ne kya kya na kiya
wo wo tufan uThae hain ki ji jaanta hai

rakh ke aghyar pe mahfil mein wo tan o tashnia
is tarah mujh ko sunae hain ki ji jaanta hai

'lutf' hum us but-e-saffak ke kuche se aaj
bach kar is tarah se aae hain ki ji jaanta hai

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai written by Mohammad Lutfuddin Khan Lutf at UrduPoint. Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Lutfuddin Khan Lutf. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Lutfuddin Khan Lutf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Lutfuddin Khan Lutf' above.

Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chain Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.