Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Naved Athar

Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Naved Athar. Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کی مہربانی ہو رہی ہے

محمد نوید اطہر

کسی کی مہربانی ہو رہی ہے

غزل کی ترجمانی ہو رہی ہے

جفا تو مورد الزام ٹھہری

وفا بھی پانی پانی ہو رہی ہے

ترا انگڑائیاں لینا بھی جانم

قیامت کی نشانی ہو رہی ہے

چمن ویران ہوتا جا رہا ہے

یہ کیسی باغبانی ہو رہی ہے

کوئی روتا ہے میری بے بسی پر

کسی کو شادمانی ہو رہی ہے

نوید اطہرؔ کسی پہ جاں فدا کر

عبث رسوا جوانی ہو رہی ہے

محمد نوید اطہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai

Mohammad Naved Athar

kisi ki mehrbani ho rahi hai
ghazal ki tarjumani ho rahi hai

jafa to morid-e-ilzam Thahri
wafa bhi pani pani ho rahi hai

tera angDaiyan lena bhi jaanam
qayamat ki nishani ho rahi hai

chaman viran hota ja raha hai
ye kaisi baghbani ho rahi hai

koi rota hai meri bebasi par
kisi ko shadmani ho rahi hai

‘nawed-athar' kisi pe jaan fida kar
abas ruswa jawani ho rahi hai

(271) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai written by Mohammad Naved Athar at UrduPoint. Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Naved Athar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Naved Athar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Naved Athar' above.

Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ki Mehrbani Ho Rahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.