Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Saif Babar

Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Saif Babar. Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر تڑپ کے قرار لکھنا ہے

محمد سیف بابر

پھر تڑپ کے قرار لکھنا ہے

عشق لکھنا ہے پیار لکھنا ہے

زندگی کا مطالبہ دیکھو

زندگی کو بھی یار لکھنا ہے

زہر کا ہے اثر فضاؤں میں

اور ہم کو بہار لکھنا ہے

لے کے سر آ گئے ہیں مقتل میں

دوستوں کی یہ ہار لکھنا ہے

اس نے کانٹوں کو پھول لکھ ڈالا

ہم کو پھولوں کو خار لکھنا ہے

سیفؔ چل چل کے تھک گئے ہیں ہم

اب سکوں اور قرار لکھنا ہے

محمد سیف بابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai

Mohammad Saif Babar

phir taDap ke qarar likhna hai
ishq likhna hai pyar likhna hai

zindagi ka mutalba dekho
zindagi ko bhi yar likhna hai

zahr ka hai asar fazaon mein
aur hum ko bahaar likhna hai

le ke sar aa gae hain maqtal mein
doston ki ye haar likhna hai

us ne kanTon ko phul likh Dala
hum ko phulon ko KHar likhna hai

'saif' chal chal ke thak gae hain hum
ab sukun aur qarar likhna hai

(539) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai written by Mohammad Saif Babar at UrduPoint. Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Saif Babar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Saif Babar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Saif Babar' above.

Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir TaDap Ke Qarar Likhna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.