Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin, Urdu Ghazal By Mohammad Wilayatullah

Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Wilayatullah. Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈرتا ہوں عرض حال سے دھوکا نہ ہو کہیں

محمد ولایت اللہ

ڈرتا ہوں عرض حال سے دھوکا نہ ہو کہیں

وہ روٹھ جائیں اور بھی ایسا نہ ہو کہیں

کب تک تلاش دل کی کروں اور کہاں کہاں

زلفوں میں دیکھ لیجئے الجھا نہ ہو کہیں

قاصد مرے مکاں کی طرف سے گیا جو آج

ہوتا ہے شک مجھے کہ بلایا نہ ہو کہیں

ہو جائے جل کے خاک نہ خود یہ مرا وجود

ڈرتا ہوں آہ کا اثر الٹا نہ ہو کہیں

دل لے کے اپنے پاس بلائیں وہ کس لئے

یہ بھی تو سوچتے ہیں تقاضا نہ ہو کہیں

اے شیخ تیری بات کا کیا اعتبار ہو

پردے میں اس عبا کے بھی دنیا نہ ہو کہیں

مدت ہوئی کہ دل کو قرار و سکوں نہیں

پھرتا ہے جیسے اس کا ٹھکانا نہ ہو کہیں

ان کا مریض غم ہے کئی دن سے جاں بہ لب

وہ دل میں سوچتے ہیں بہانہ نہ ہو کہیں

کوئے بتاں میں تیرا گزر ہے جو بار بار

اے دل تو ایسی باتوں سے رسوا نہ ہو کہیں

حافظؔ کی چشم تر پہ نظر چاہئے ضرور

یہ تار اشک دیکھیے دریا نہ ہو کہیں

محمد ولایت اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin

Mohammad Wilayatullah

Darta hun arz-e-haal se dhoka na ho kahin
wo ruTh jaen aur bhi aisa na ho kahin

kab tak talash dil ki karun aur kahan kahan
zulfon mein dekh lijiye uljha na ho kahin

qasid mere makan ki taraf se gaya jo aaj
hota hai shak mujhe ki bulaya na ho kahin

ho jae jal ke KHak na KHud ye mera wajud
Darta hun aah ka asar ulTa na ho kahin

dil le ke apne pas bulaen wo kis liye
ye bhi to sochte hain taqaza na ho kahin

ai shaiKH teri baat ka kya e'tibar ho
parde mein is aba ke bhi duniya na ho kahin

muddat hui ki dil ko qarar-o-sukun nahin
phirta hai jaise is ka Thikana na ho kahin

un ka mariz-e-gham hai kai din se jaan-ba-lab
wo dil mein sochte hain bahana na ho kahin

ku-e-butan mein tera guzar hai jo bar bar
ai dil tu aisi baaton se ruswa na ho kahin

'hafiz' ki chashm-e-tar pe nazar chahiye zarur
ye tar-e-ashk dekhiye dariya na ho kahin

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin written by Mohammad Wilayatullah at UrduPoint. Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin is one of the masterpieces written by Mohammad Wilayatullah. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Wilayatullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Wilayatullah' above.

Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darta Hun Arz-e-haal Se Dhoka Na Ho Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.