Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se, Urdu By Mohammad Yusuf Papa

Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se is a famous Urdu written by a famous poet, Mohammad Yusuf Papa. Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se comes under the Love, Sad category of Urdu . You can read Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے ہوتا تھا نظر کے تیر سے

محمد یوسف پاپا

پہلے ہوتا تھا نظر کے تیر سے

کام اب ہوتا ہے وہ کف گیر سے

مل گئے تھے ایک دن تقدیر سے

بھاگتے ہیں اب نظر کے تیر سے

عشق اور پھر ہوٹلوں کی روٹیاں

بھاگتا پھرتا ہے رانجھا ہیر سے

شوخ تھا لپٹا ہماری پیٹھ سے

ہم چغد لپٹے رہے تصویر سے

وقت تھا دو چار بچے ہو گئے

اب نہ کچھ ہوگا کسی تدبیر سے

کون سی لائن کریں ہم اختیار

پوچھ آؤ اپنے اپنے پیر سے

جب ہوا کالے کا گورے سے ملاپ

مل گئیں تاریکیاں تنویر سے

آخرش بیوی نے شوہر سے کہا

آئیے کیا فائدہ تقریر سے

محمد یوسف پاپا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se

Mohammad Yusuf Papa

pahle hota tha nazar ke tir se
kaam ab hota hai wo kaf-gir se

mil gae the ek din taqdir se
bhagte hain ab nazar ke tir se

ishq aur phir hoTalon ki roTiyan
bhagta phirta hai ranjha hir se

shoKH tha lipTa hamari piTh se
hum chughad lipTe rahe taswir se

waqt tha do-chaar bachche ho gae
ab na kuchh hoga kisi tadbir se

kaun si line karen hum iKHtiyar
puchh aao apne apne pir se

jab hua kale ka gore se milap
mil gain tarikiyan tanwir se

aaKHirash biwi ne shauhar se kaha
aaiye kya faeda taqrir se

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se written by Mohammad Yusuf Papa at UrduPoint. Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se is one of the masterpieces written by Mohammad Yusuf Papa. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Yusuf Papa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Yusuf Papa' above.

Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se is a widely read Urdu . If you like Pahle Hota Tha Nazar Ke Tir Se, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.