Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah, Urdu Ghazal By Mohan Javidani

Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohan Javidani. Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لاکھ جلوے ہیں نگاہوں میں نظاروں کی طرح

موہن جاودانی

لاکھ جلوے ہیں نگاہوں میں نظاروں کی طرح

دل کے گلشن میں وہ آئے ہیں بہاروں کی طرح

ہر گھڑی ایک نیا رنگ نیا عالم ہے

زندگی ہے تری آنکھوں کے اشاروں کی طرح

زندگی پھر کسی طوفان سے الجھے گی ضرور

ہونٹ خاموش ہیں دریا کے کناروں کی طرح

کتنی پر نور ہوئی جاتی ہے اب منزل شوق

نقش پا ان کے چمکتے ہیں ستاروں کی طرح

شعلۂ عشق کا بجھنا نہیں آساں موہنؔ

اشک آنکھوں سے ڈھلکتے ہیں شراروں کی طرح

موہن جاودانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah

Mohan Javidani

lakh jalwe hain nigahon mein nazaron ki tarah
dil ke gulshan mein wo aae hain bahaaron ki tarah

har ghaDi ek naya rang naya aalam hai
zindagi hai teri aankhon ke ishaaron ki tarah

zindagi phir kisi tufan se uljhegi zarur
honT KHamosh hain dariya ke kinaron ki tarah

kitni pur-nur hui jati hai ab manzil-e-shauq
naqsh-e-pa un ke chamakte hain sitaron ki tarah

shoala-e-ishq ka bujhna nahin aasan 'mohan'
ashk aankhon se Dhalakte hain shararon ki tarah

(347) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah written by Mohan Javidani at UrduPoint. Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah is one of the masterpieces written by Mohan Javidani. You can also find the complete poetry collection of Mohan Javidani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohan Javidani' above.

Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lakh Jalwe Hain Nigahon Mein Nazaron Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.