KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane, Urdu Ghazal By Moosa Raza

KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moosa Raza. KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا کرے تو کسی راز کا امیں نہ بنے

موسیٰ رضا

خدا کرے تو کسی راز کا امیں نہ بنے

گماں گماں ہی رہے اور کبھی یقیں نہ بنے

تجھے یہ شوق کہ پرواز ہو بلند اپنی

مجھے یہ ڈر کہ کبھی آسماں زمیں نہ بنے

یہ بات اور ہے کوشش ہزار کی ہم نے

ہمارے شعر تمہاری طرح حسیں نہ بنے

یہ المیہ ہے ہمارا کہ ہم بہ ہر صورت

تماشا گاہ رہے اور تماش بیں نہ بنے

عجب وہ غربت دیوار و بام و در تھی کہ ہم

مکان میں رہے لیکن کبھی مکیں نہ بنے

اٹھاؤ ہاتھ دعا کو تو احتیاط رہے

یہ ہاتھ اٹھ کے کبھی ننگ آستیں نہ بنے

موسیٰ رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane

Moosa Raza

KHuda kare to kisi raaz ka amin na bane
guman guman hi rahe aur kabhi yaqin na bane

tujhe ye shauq ki parwaz ho buland apni
mujhe ye Dar ki kabhi aasman zamin na bane

ye baat aur hai koshish hazar ki hum ne
hamare sher tumhaari tarah hasin na bane

ye alamiya hai hamara ki hum ba-har-surat
tamasha-gah rahe aur tamash-bin na bane

ajab wo ghurbat-e-diwar-o-bar-o-dar thi ki hum
makan mein rahe lekin kabhi makin na bane

uThao hath dua ko to ehtiyat rahe
ye hath uTh ke kabhi nang-e-astin na bane

(663) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane written by Moosa Raza at UrduPoint. KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane is one of the masterpieces written by Moosa Raza. You can also find the complete poetry collection of Moosa Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moosa Raza' above.

KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Kare To Kisi Raaz Ka Amin Na Bane, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.