Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe, Urdu Ghazal By Moosa Raza

Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moosa Raza. Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان سے اقرار وفا کی آرزو کرتے رہے

موسیٰ رضا

ان سے اقرار وفا کی آرزو کرتے رہے

عمر بھر اک بے زباں سے گفتگو کرتے رہے

جس طرف نظریں اٹھیں اک اجنبی چہرہ ملا

آئنہ خانے میں اپنی جستجو کرتے رہے

تم سے مل کر بھی رہا ہم کو تمہارا انتظار

تم کو پا کر بھی تمہاری آرزو کرتے رہے

کون جانے رونما ہوں کون سی جانب سے وہ

اس لئے سجدے پہ سجدہ چار سو کرتے رہے

حسن کی گہرائیاں تصویر در تصویر تھیں

آئنہ ہم آئنے کے روبرو کرتے رہے

زندگی پابندیوں کا نام تھی لیکن رضاؔ

ہم تو زنجیروں کو بھی زیب گلو کرتے رہے

موسیٰ رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe

Moosa Raza

un se iqrar-e-wafa ki aarzu karte rahe
umr-bhar ek be-zaban se guftugu karte rahe

jis taraf nazren uThin ek ajnabi chehra mila
aaina-KHane mein apni justuju karte rahe

tum se mil kar bhi raha hum ko tumhaara intizar
tum ko pa kar bhi tumhaari aarzu karte rahe

kaun jaane runuma hun kaun si jaanib se wo
is liye sajde pe sajda chaar-su karte rahe

husn ki gahraiyan taswir-dar-taswir thin
aaina hum aaine ke ru-ba-ru karte rahe

zindagi pabandiyon ka nam thi lekin 'raza'
hum to zanjiron ko bhi zeb-e-gulu karte rahe

(480) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe written by Moosa Raza at UrduPoint. Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe is one of the masterpieces written by Moosa Raza. You can also find the complete poetry collection of Moosa Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moosa Raza' above.

Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Se Iqrar-e-wafa Ki Aarzu Karte Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.