Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye, Urdu Nazam By Mubarak Haider

Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mubarak Haider. Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظم

مبارک حیدر

آفتاب آفت ہے آب کے لیے لیکن

میرے دل کے چشموں میں آفتاب کھلتے ہیں

میرے دل کے چشمے جو آسماں کے پیڑوں میں

سایہ سایہ بہتے ہیں

دھوپ ان کے پانی میں خواب کی طرح عریاں

پربتوں کی جھولی میں بیٹھ کر نہاتی ہے

اپنے پھول سے پاؤں پانیوں میں دھوتی ہے

عرش کی نگاہوں میں یہ مگر خرابی ہے

آسمان والوں نے دل کے حسن عریاں کو

وہ لباس بخشا ہے جس کے سخت پردوں میں

دھوپ بھی حجابی ہے!!

مبارک حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye

Mubarak Haider

aaftab aafat hai aab ke liye lekin
mere dil ke chashmon mein aaftab khilte hain
mere dil ke chashme jo aasman ke peDon mein
saya saya bahte hain
dhup in ke pani mein KHwab ki tarah uryan
parbaton ki jholi mein baiTh kar nahati hai
apne phul se panw paniyon mein dhoti hai
arsh ki nigahon mein ye magar KHarabi hai
aasman walon ne dil ke husn-e-uryan ko
wo libas baKHsha hai jis ke saKHt pardon mein
dhup bhi hijabi hai!!

(412) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye written by Mubarak Haider at UrduPoint. Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye is one of the masterpieces written by Mubarak Haider. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Haider' above.

Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye is a widely read Urdu Nazam. If you like Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.