Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua, Urdu Ghazal By Mubarak Mungeri

Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Mungeri. Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اضطراب شوق میں الہام کا دھوکا ہوا

مبارک مونگیری

اضطراب شوق میں الہام کا دھوکا ہوا

دل جو دھڑکا آپ کے پیغام کا دھوکا ہوا

بات اتنی تھی کہ اس نے اک ذرا پھیری تھی آنکھ

اور مجھ کو گردش ایام کا دھوکا ہوا

مرحبا حسن تصور گیسوؤں کی چھاؤں کا

غم کی تپتی دھوپ تھی اور شام کا دھوکا ہوا

جذب ہیں نظروں میں یوں اس حسن کی رنگینیاں

آنکھ اٹھی جس پر اسی گلفام کا دھوکا ہوا

دے رہے تھے ہدیۂ تبریک وہ اغیار کو

اور مبارکؔ مجھ کو اپنے نام کا دھوکا ہوا

مبارک مونگیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua

Mubarak Mungeri

iztirab-e-shauq mein ilham ka dhoka hua
dil jo dhaDka aap ke paigham ka dhoka hua

baat itni thi ki us ne ek zara pheri thi aankh
aur mujh ko gardish-e-ayyam ka dhoka hua

marhaba husn-e-tasawwur gesuon ki chhanw ka
gham ki tapti dhup thi aur sham ka dhoka hua

jazb hain nazron mein yun us husn ki ranginiyan
aankh uThi jis par usi gulfam ka dhoka hua

de rahe the hadiya-e-tabrik wo aghyar ko
aur 'mubarak' mujh ko apne nam ka dhoka hua

(561) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua written by Mubarak Mungeri at UrduPoint. Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua is one of the masterpieces written by Mubarak Mungeri. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Mungeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Mungeri' above.

Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Iztirab-e-shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.