Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai, Urdu Ghazal By Mubarak Mungeri

Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Mungeri. Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا قیامت ہے غم کی گیرائی

مبارک مونگیری

کیا قیامت ہے غم کی گیرائی

ہنسنا چاہا تو آنکھ بھر آئی

ان کی یادوں کی جلوہ آرائی

کتنی روشن ہے شام تنہائی

مرحبا اے جنوں کی رسوائی

ان کے ہونٹوں پہ بھی ہنسی آئی

کس کی آمد کی ہے خبر یا رب

دل کی دھڑکن بنی ہے شہنائی

کوئی جادہ نہ کوئی منزل ہے

زندگی کس مقام پر آئی

لب پہ مہر سکوت ہے لیکن

مل گئی ہے نظر کو گویائی

اب مبارکؔ کی زندگی کیا ہے

ان کی یاد اور کنج تنہائی

مبارک مونگیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai

Mubarak Mungeri

kya qayamat hai gham ki girai
hansna chaha to aankh bhar aai

un ki yaadon ki jalwa-arai
kitni raushan hai sham-e-tanhai

marhaba ai junun ki ruswai
un ke honTon pe bhi hansi aai

kis ki aamad ki hai KHabar yarab
dil ki dhaDkan bani hai shahnai

koi jada na koi manzil hai
zindagi kis maqam par aai

lab pe mohar-e-sukut hai lekin
mil gai hai nazar ko goyai

ab 'mubarak' ki zindagi kya hai
un ki yaad aur kunj-e-tanhai

(575) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai written by Mubarak Mungeri at UrduPoint. Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai is one of the masterpieces written by Mubarak Mungeri. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Mungeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Mungeri' above.

Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.