KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai, Urdu Ghazal By Muhib Wafa

KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhib Wafa. KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوابوں کی دسترس میں نہ آنکھوں کی حد میں ہے

محب وفا

خوابوں کی دسترس میں نہ آنکھوں کی حد میں ہے

امکان وصل گرد مسافت کی زد میں ہے

لکھا ہوا تھا ہجر ہمارے نصیب میں

یہ استناد تیری تمنا کے رد میں ہے

دشت غم فراق میں بھٹکے ہوئے ہیں ہم

صد شکر تیری یاد ہماری رسد میں ہے

اہل جنوں ہیں رزم گہہ حق میں جاں بکف

تلقین دست بستگی بزم خرد میں ہے

میں کیا ہوں میں تو خاک ہوں اور میری زندگی

اک امر کن فکاں ہے جو خاکی جسد میں ہے

محب وفا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai

Muhib Wafa

KHwabon ki dastaras mein na aankhon ki had mein hai
imkan-e-wasl gard-e-masafat ki zad mein hai

likkha hua tha hijr hamare nasib mein
ye istinad teri tamanna ke rad mein hai

dasht-e-gham-e-firaq mein bhaTke hue hain hum
sad-shukr teri yaad hamari rasad mein hai

ahl-e-junun hain razm-gah-e-haq mein jaan-ba-kaf
talqin-e-dast-bastagi bazm-e-KHirad mein hai

main kya hun main to KHak hun aur meri zindagi
ek amr-e-kun-fakan hai jo KHaki jasad mein hai

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai written by Muhib Wafa at UrduPoint. KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai is one of the masterpieces written by Muhib Wafa. You can also find the complete poetry collection of Muhib Wafa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhib Wafa' above.

KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.