Uski Tarif Karna Mushkil Hai, Urdu Ghazal By Mukhtar Talhari

Uski Tarif Karna Mushkil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukhtar Talhari. Uski Tarif Karna Mushkil Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uski Tarif Karna Mushkil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کی تعریف کرنا مشکل ہے

مختار تلہری

اس کی تعریف کرنا مشکل ہے

ماہ کامل تو ماہ کامل ہے

غم پہ بھی مسکرانے والوں میں

شکر ہے میرا نام شامل ہے

دل ہمارا جو مضطرب ہے آج

یہ تمہارے غموں کا حاصل ہے

اس کے رونے پہ اعتبار ہو کیا

آنسوؤں میں فریب شامل ہے

ہار مانی تھی جس نے کل مجھ سے

آج پھر وہ مرے مقابل ہے

آشنائی خدا سے کیسے ہو

آج ہر شخص خود سے غافل ہے

ان کے آنے سے قبل ہی مختارؔ

قابل دید رنگ محفل ہے

مختار تلہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uski Tarif Karna Mushkil Hai

Mukhtar Talhari

us ki tarif karna mushkil hai
mah-e-kaamil to mah-e-kaamil hai

gham pe bhi muskurane walon mein
shukr hai mera nam shamil hai

dil hamara jo muztarib hai aaj
ye tumhaare ghamon ka hasil hai

us ke rone pe eatibar ho kya
aansuon mein fareb shamil hai

haar mani thi jis ne kal mujh se
aaj phir wo mere muqabil hai

aashnai KHuda se kaise ho
aaj har shaKHs KHud se ghafil hai

un ke aane se qabl hi 'muKHtar'
qabil-e-did rang-e-mahfil hai

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uski Tarif Karna Mushkil Hai written by Mukhtar Talhari at UrduPoint. Uski Tarif Karna Mushkil Hai is one of the masterpieces written by Mukhtar Talhari. You can also find the complete poetry collection of Mukhtar Talhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtar Talhari' above.

Uski Tarif Karna Mushkil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uski Tarif Karna Mushkil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.