Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha, Urdu Ghazal By Mumtaz Ahmad Mumtaz

Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Ahmad Mumtaz. Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس قدر زندگی کے پاس رہا

ممتاز احمد ممتاز

جس قدر زندگی کے پاس رہا

آدمی اور بھی اداس رہا

راستوں میں تو اتنا خوف نہ تھا

جس قدر منزلوں کے پاس رہا

جب بھی سورج ملا ملا تنہا

چاند تاروں کے پاس پاس رہا

کتنے پہنائے آگہی نے لباس

آدمی پھر بھی بے لباس رہا

خود سے بیگانہ ہی رہا ناداں

اور غیروں سے روشناس رہا

ممتاز احمد ممتاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha

Mumtaz Ahmad Mumtaz

jis qadar zindagi ke pas raha
aadmi aur bhi udas raha

raston mein to itna KHauf na tha
jis qadar manzilon ke pas raha

jab bhi suraj mila mila tanha
chand taron ke pas pas raha

kitne pahnae aagahi ne libas
aadmi phir bhi be-libas raha

KHud se begana hi raha nadan
aur ghairon se ru-shanas raha

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha written by Mumtaz Ahmad Mumtaz at UrduPoint. Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha is one of the masterpieces written by Mumtaz Ahmad Mumtaz. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Ahmad Mumtaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Ahmad Mumtaz' above.

Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Qadar Zindagi Ke Pas Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.