Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega, Urdu Ghazal By Munazza Sahar

Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munazza Sahar. Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی دہلیز تلک خود کو رسائی دے گا

منزہ سحر

دل کی دہلیز تلک خود کو رسائی دے گا

مرا لہجہ مرے شعروں میں سنائی دے گا

میرا ہونا ہے ہوا جس کی بدولت ممکن

اب وہ چہرہ مری آنکھوں میں دکھائی دے گا

میں نے آنکھوں سے تجھے دور کیا تھا لیکن

یہ نہ سوچا تھا خدا ایسی جدائی دے گا

اور زرخیز کرے گا یہ مرے لفظوں کو

ہجر یکتا ہے تو یکتا ہی کمائی دے گا

دیکھ کر دشت کے تیور میں یہی سوچتی ہوں

عشق ابھی اور مجھے آبلہ پائی دے گا

میں نے اس دل کو دھڑکنے سے ہے روکا ورنہ

تو سمجھتا ہے تجھے کوئی دہائی دے گا

منزہ سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega

Munazza Sahar

dil ki dahliz talak KHud ko rasai dega
mera lahja mere sheron mein sunai dega

mera hona hai hua jis ki badaulat mumkin
ab wo chehra meri aankhon mein dikhai dega

main ne aankhon se tujhe dur kiya tha lekin
ye na socha tha KHuda aisi judai dega

aur zarKHez karega ye mere lafzon ko
hijr yakta hai to yakta hi kamai dega

dekh kar dasht ke tewar main yahi sochti hun
ishq abhi aur mujhe aabla-pai dega

main ne us dil ko dhaDakne se hai roka warna
tu samajhta hai tujhe koi duhai dega

(838) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega written by Munazza Sahar at UrduPoint. Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega is one of the masterpieces written by Munazza Sahar. You can also find the complete poetry collection of Munazza Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munazza Sahar' above.

Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.