Bulbulon Ke Mahl, Urdu Nazam By Muneebur Rahman

Bulbulon Ke Mahl is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muneebur Rahman. Bulbulon Ke Mahl comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Bulbulon Ke Mahl on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بلبلوں کے محل

منیب الرحمن

قید ہیں جن میں شام و سحر

جس نے رکھا قدم

بن گیا سنگ در

کون گزرا ہے اس راہ سے بے خطر

اور ان سے پرے

بادلوں میں گھرے

کہساروں کے پھیلے ہوئے سلسلے

فاصلے فاصلے

ایک طائر کی پرواز بے جستجو

ایک آواز بھٹکی ہوئی کو بہ کو

منیب الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bulbulon Ke Mahl

Muneebur Rahman

qaid hain jin mein sham-o-sahar
jis ne rakkha qadam
ban gaya sang-e-dar
kaun guzra hai is rah se be-KHatar

aur un se pare
baadalon mein ghire
kohsaron ke phaile hue silsile
fasle fasle
ek tair ki parwaz-e-be-justuju
ek aawaz bhaTki hui ku-ba-ku

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bulbulon Ke Mahl written by Muneebur Rahman at UrduPoint. Bulbulon Ke Mahl is one of the masterpieces written by Muneebur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Muneebur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneebur Rahman' above.

Bulbulon Ke Mahl is a widely read Urdu Nazam. If you like Bulbulon Ke Mahl, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.