Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe, Urdu Ghazal By Muneer Bhopali

Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Bhopali. Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پردۂ قلب میں انوار تمہارے دیکھے

منیر بھوپالی

پردۂ قلب میں انوار تمہارے دیکھے

گفتگو کس نے سنی کس نے اشارے دیکھے

ناتوانی پہ بھروسہ ہے اجل پر تکیہ

تو نے ناکام محبت کے سہارے دیکھے

مہربانی کی ادائیں تو قیامت ہوں گی

جان لینے میں یہ انداز تمہارے دیکھیے

گریۂ چشم سے طوفان بپا ہے لیکن

اس کا دریا کہیں دیکھا نہ کنارے دیکھے

خاکساران جہاں را بحقارت منگر

ہم نے اس بھیس میں اللہ کے پیارے دیکھے

پرتو شعلۂ رخ اور عرق آلود جبیں

جس نے دیکھے نہ ہوں پانی میں شرارے دیکھے

منیر بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe

Muneer Bhopali

parda-e-qalb mein anwar tumhaare dekhe
guftugu kis ne suni kis ne ishaare dekhe

na-tawani pe bharosa hai ajal par takiya
tu ne nakaam-e-mohabbat ke sahaare dekhe

mehrbani ki adaen to qayamat hongi
jaan lene mein ye andaz tumhaare dekhiye

girya-e-chashm se tufan bapa hai lekin
is ka dariya kahin dekha na kinare dekhe

KHaksaran-e-jahan-ra ba-haqarat ma-nigar
hum ne is bhes mein allah ke pyare dekhe

partaw-e-shoala-e-ruKH aur araq-alud jabin
jis ne dekhe na hon pani mein sharare dekhe

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe written by Muneer Bhopali at UrduPoint. Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe is one of the masterpieces written by Muneer Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Muneer Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Bhopali' above.

Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parda-e-qalb Mein Anwar Tumhaare Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.