Lal Qila, Urdu Nazam By Murtaza Sahil Tasleemi

Lal Qila is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Murtaza Sahil Tasleemi. Lal Qila comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Lal Qila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لال قلعہ

مرتضیٰ ساحل تسلیمی

تم اسے جانتے ہو یہ کیا ہے

پیارے بچوں یہ لال قلعہ ہے

لال پتھر کے ہیں در و دیوار

اس میں کرتے تھے بادشاہ دربار

پہلے جیسی نہ اب حکومت ہے

پہلے جیسی نہ اب حفاظت ہے

ہاں مگر اس کے گیٹ کے باہر

کچھ سپاہی ہیں اب بھی پہرے پر

دیکھتے ہیں اسے ٹکٹ لے کر

اس کے اندر ہے اک عجائب گھر

جس میں سکے ہیں بادشاہوں کے

جس میں کپڑے ہیں بادشاہوں کے

جس میں رکھے ہیں انگنت ہتھیار

جیسے بندوق ڈھال اور تلوار

لال قلعہ جہاں میں ہے مشہور

جامع مسجد سے ہے یہ تھوڑی دور

مرتضیٰ ساحل تسلیمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lal Qila

Murtaza Sahil Tasleemi

tum ise jaante ho ye kya hai
pyare bachchon ye lal qila hai
lal patthar ke hain dar-o-diwar
is mein karte the baadshah darbar
pahle jaisi na ab hukumat hai
pahle jaisi na ab hifazat hai
han magar is ke gate ke bahar
kuchh sipahi hain ab bhi pahre par
dekhte hain ise ticket le kar
is ke andar hai ek ajaib ghar
jis mein sikke hain baadshahon ke
jis mein kapDe hain baadshahon ke
jis mein rakhe hain anginat hathiyar
jaise banduq Dhaal aur talwar
lal qila jahan mein hai mashhur
jama masjid se hai ye thoDi dur

(547) ووٹ وصول ہوئے

You can read Lal Qila written by Murtaza Sahil Tasleemi at UrduPoint. Lal Qila is one of the masterpieces written by Murtaza Sahil Tasleemi. You can also find the complete poetry collection of Murtaza Sahil Tasleemi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murtaza Sahil Tasleemi' above.

Lal Qila is a widely read Urdu Nazam. If you like Lal Qila, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.