Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو گیا یہاں سے اسی مکان میں آئے گا

مصور سبزواری

جو گیا یہاں سے اسی مکان میں آئے گا

تھا ستارہ ٹوٹ کے آسمان میں آئے گا

کبھی خواب سا کبھی خوشبوؤں کا حجاب سا

بڑی مشکلوں سے وہ میرے دھیان میں آئے گا

اسے سوچنا نہ سمندروں کے دماغ سے

وہ گہر صدف کے فقط گمان میں آئے گا

نہیں آ سکا جو میں گل زمینوں کے جشن تک

تو غبار سا کسی سبز لان میں آئے گا

ابھی تر ہیں لب تری گفتگو کی مٹھاس سے

ترا ذائقہ بھی مری زبان میں آئے گا

ابھی پیڑ کو کسی سخت رت کا ہے سامنا

اگر اٹھ سکا تو بڑی اٹھان میں آئے گا

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega

Musavvir Sabzwari

jo gaya yahan se isi makan mein aaega
tha sitara TuT ke aasaman mein aaega

kabhi KHwab sa kabhi KHushbuon ka hijab sa
baDi mushkilon se wo mere dhyan mein aaega

use sochna na samundaron ke dimagh se
wo guhar sadaf ke faqat guman mein aaega

nahin aa saka jo main gul-zaminon ke jashn tak
tu ghubar sa kisi sabz lawn mein aaega

abhi tar hain lab teri guftugu ki miThas se
tera zaiqa bhi meri zaban mein aaega

abhi peD ko kisi saKHt rut ka hai samna
agar uTh saka to baDi uThan mein aaega

(306) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Gaya Yahan Se Isi Makan Mein Aaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.