Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat, Urdu Ghazal By Mushaf Iqbal Tausifi

Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس نے دیا ہے کس کا سات

مصحف اقبال توصیفی

کس نے دیا ہے کس کا سات

جانے بھی دو چھوڑو ہات

میں نے دن میں بھی دیکھی

دیواروں پر چسپاں رات

بھیگ گیا میں ڈوب گیا

اک آنسو ایسی برسات

دیکھو اس سے مت کرنا

کوئی ایسی ویسی بات

اب کیوں اس کا نام لیا

لو اب جاگو ساری رات

دنیا سے جھگڑا کیا تھا

دنیا سے بھی کھائی مات

کمرہ ہے اندر سے بند

کمرے میں لیٹی ہے رات

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat

Mushaf Iqbal Tausifi

kis ne diya hai kis ka sat
jaane bhi do chhoDo hat

main ne din mein bhi dekhi
diwaron par chaspan raat

bhig gaya main Dub gaya
ek aansu aisi barsat

dekho us se mat karna
koi aisi-waisi baat

ab kyun us ka nam liya
lo ab jago sari raat

duniya se jhagDa kya tha
duniya se bhi khai mat

kamra hai andar se band
kamre mein leTi hai raat

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.