Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya, Urdu Ghazal By Mushaf Iqbal Tausifi

Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نشتروں پر جسم سارا رکھ دیا

مصحف اقبال توصیفی

نشتروں پر جسم سارا رکھ دیا

زخم پر لفظوں کا پھاہا رکھ دیا

رات کی بھیگی ہوئی دیوار پر

میں نے اک روشن ستارہ رکھ دیا

رات تم نے روشنی کے کھیل میں

کیوں مرے سائے پہ سایہ رکھ دیا

میں نے وہ پتوار بھی لوٹا دیے

بیچ دریا کے کنارا رکھ دیا

پھول تھے ان میں مگر خوشبو نہ تھی

لفظ کو سونگھا اٹھایا رکھ دیا

دشمنی اچھی نکالی وقت نے

بوجھ ان کاندھوں پہ کیسا رکھ دیا

سب تماشا کھیل سارا اس کا تھا

نام ناحق ہی ہمارا رکھ دیا

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya

Mushaf Iqbal Tausifi

nishtaron par jism sara rakh diya
zaKHm par lafzon ka phaha rakh diya

raat ki bhigi hui diwar par
main ne ek raushan sitara rakh diya

raat tum ne raushni ke khel mein
kyun mere sae pe saya rakh diya

main ne wo patwar bhi lauTa diye
bich dariya ke kinara rakh diya

phul the in mein magar KHushbu na thi
lafz ko sungha uThaya rakh diya

dushmani achchhi nikali waqt ne
bojh in kandhon pe kaisa rakh diya

sab tamasha khel sara us ka tha
nam nahaq hi hamara rakh diya

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.